Instrumenti
Ensembles
Genres
Skladatelji
Izvođači

Tekstovi: Ahmed Jahanzeb. Janie Janie.

Janie Janie Janie Janam
Lo Tumhare Ho Gaye Hum
Ab Tum Raho Ge Na Tum
Hum Na Hum

Ab Jahan Mein Ek Hum Hain
Doosri Ye Zindagi Hai
Jisne Liya Hai Naya Ek Janam
Janie Janie Janie Janam

Laakhon Aayein Ge Din Bhi
Laakhon Aayein Gi Raatein
Leken Ye Din Aur Ye Raat
Na Tumhari Zuban Mein
Aur Na Meri Zuban Mein
Karni Hai Chahat Ki Baat
Ab Khayaalon Ke Jahan Mein
Khamoshi Ka Haath Thaame
Badhte Ke Rahein Ge Hamaare Kadam
Janie Janie Janie Janam

Raasta Keh Raha Hai
Aao Mere Safar Mein
Khwaabon Ki Aahat Suno
Har Kadam Pe Bicche Hain
Muntazir Hain Ruke Hain
Palkon Se Sapne Chuno
Aise Bandhan Mein Bandhe Hain
Ke Hamaare Haath Mein Hai
Sekron Hazaaron Dilon Ka Bharam
Janie Janie Janie Janam

(Thanks to Mehreen for these lyrics)
Ahmed Jahanzeb